Tuesday, January 21, 2014

Sath To Ik Pal Ka Tha Phir Q Mujhe Yaad Aaty Ho Tum


Sath To Ik Pal Ka Tha Phir Q Mujhe Yaad Aaty Ho Tum? 
Aks Ki Traha Mere Dil Pe Q Chha Jaty Ho Tum. 
Dilbar B Nahi Ho Mere, Humadam B Nahi. 
Ye Raasty Pyar K Mujhe Phir Q Dikha Jaty Ho Tum? 
Hum Kabhi Milly Thy To Ik Ajnabi Ki Traha. 
Meri Raaton Ki Neend phir Q Urra Jaty Ho Tum? 
Hawaon Se Hum Tumhara Pata Poochhty Rahy. 
Kuch Esi Traha Se Apna DewanA Bana Jate Ho Tum. 
Saath To Ik Pal Ka Tha Phir Q Mujhe Yaad Aaty Ho Tum....

No comments:

Post a Comment